Tum Toh Thehre Pardesi Piano Notes Altaf Raja
Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.
Tum Toh Thehre Pardesi Piano Notes Altaf Raja Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Tum Toh Thehre Pardesi, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.
Song : Tum Toh Thehre Pardesi
Singer : Altaf Raja
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Western Notes
Tum tohh thehrey pardesi
A#A# A#A# A#C+D#+ C+A#C+A#G#
Tum tohh thehrey pardesi
A#A# A#A# A#C+D#+ C+A#C+A#G#
Saath kyaa nibahaaogey
C#+C#+C+C+ G#A#C+A#A#
G#A#C+G# F#F
Chorus:
(Tum tohh thehrey pardesi
A#A# A#A# A#C+D#+ C+A#C+A#G#
Saath kyaa nibhaaogey) – 2
C#+C#+C+C+ G#A#C+A#A#
Altaf:
Tum tohh thehrey pardesi
F+F+ F+F+ F+F#+F+D#+C#+C+D#+
C+D#+C+A#G#
Saath kyaa nibahaaogey
G#C+D#+G#+G#+F#+ F#+D#+F+
Chorus:
Tum tohh thehrey pardesi
F+F+ F+F+ F+F#+F+D#+C#+C+D#+
Saath kyaa nibhaaogey
G#C+D#+G#+G#+F#+ F#+D#+F+
Altaf:
Subahaa pehli – 3
A#A#A# A#A#A#
Gaadi sey
A#C+D#+ C+A#C+A#G#
Ghar ko laut jaaogey
C#+C#+C+C+ G#A#C+A#A#
Chorus:
Subahaa pehli gaadi sey
A#A#A# A#A#A# A#C+D#+ C+A#C+A#G#
Ghar ko laut jaaogey
C#+C#+C+C+ G#A#C+A#A#
Altaf:
Tum tohh thehrey pardesi
A#A# A#A# A#C+D#+ C+A#C+A#G#
Saath kyaa nibahaaogey
C#+C#+C+C+ G#A#C+A#A#
G#A#C+G# F#F
Scientific Pitch Notation
Tum tohh thehrey pardesi
A#4 A#4, A#4 A#4, A#4 C5 D#5, C5 A#4 C5 A#4 G#4
Tum tohh thehrey pardesi
A#4 A#4, A#4 A#4, A#4 C5 D#5, C5 A#4 C5 A#4 G#4
Saath kyaa nibahaaogey
C#5 C#5 C5 C5, G#4 A#4 C5 A#4 A#4
G#4 A#4 C5 G#4, F#4 F4
Chorus:
(Tum tohh thehrey pardesi
A#4 A#4, A#4 A#4, A#4 C5 D#5, C5 A#4 C5 A#4 G#4
Saath kyaa nibhaaogey) – 2
C#5 C#5 C5 C5, G#4 A#4 C5 A#4 A#4
Altaf:
Tum tohh thehrey pardesi
F5 F5, F5 F5, F5 F#5 F5 D#5 C#5 C5 D#5
C5 D#5 C5 A#4 G#4
Saath kyaa nibahaaogey
G#4 C5 D#5 G#5 G#5 F#5, F#5 D#5 F5
Chorus:
Tum tohh thehrey pardesi
F5 F5, F5 F5, F5 F#5 F5 D#5 C#5 C5 D#5
Saath kyaa nibhaaogey
G#4 C5 D#5 G#5 G#5 F#5, F#5 D#5 F5
Altaf:
Subahaa pehli – 3
A#4 A#4 A#4, A#4 A#4 A#4
Gaadi sey
A#4 C5 D#5, C5 A#4 C5 A#4 G#4
Ghar ko laut jaaogey
C#5 C#5 C5 C5, G#4 A#4 C5 A#4 A#4
Chorus:
Subahaa pehli gaadi sey
A#4 A#4 A#4, A#4 A#4 A#4, A#4 C5 D#5, C5 A#4 C5 A#4 G#4
Ghar ko laut jaaogey
C#5 C#5 C5 C5, G#4 A#4 C5 A#4 A#4
Altaf:
Tum tohh thehrey pardesi
A#4 A#4, A#4 A#4, A#4 C5 D#5, C5 A#4 C5 A#4 G#4
Saath kyaa nibahaaogey
C#5 C#5 C5 C5, G#4 A#4 C5 A#4 A#4
G#4 A#4 C5 G#4, F#4 F4
Lyrics
Tum to thehre pardesi
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge

Subah pehli, subah pehli, subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Jab tumhe akele mein meri yaad aayegi
Jab tumhe akele mein meri yaad aayegi
Khiche khiche huye rehte ho, kyun
Khiche khiche huye rehte ho dhyaan kiska hai
Zara batao toh yeh imtihaan kiska hai
Humein bhula do magar yeh to yaad hi hoga
Humein bhula do magar yeh to yaad hi hoga
Nayi sadak pe purana makaan kiska hai
Jab tumhe akele mein meri yaad aayegi
Jab tumhe akele mein meri yaad aayegi
Aasuon ki, aasuon ki, aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Gham ki dhoop mein dil ki hasratein na jal jaaye
Gham ki dhoop mein dil ki hasratein na jal jaaye
Tujhko ae, tujhko dekhenge sitaare toh ziya maangenge
Tujhko dekhenge sitaare toh ziya maangenge
Aur pyaase teri zulfon se ghata maangenge
Apne kandhe se dupatta na sarakne dena
Varna budhe bhi jawani ki dua maangenge, imaan se
Gham ki dhoop mein dil ki hasratein na jal jaaye
Gham ki dhoop mein dil ki hasratein na jal jaaye
Kesuon ke, kesuon ke, kesuon ke saaye mein kab humein sulaoge
Kesuon ke saaye mein kab humein sulaoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Mujhko qatal kar daalo shauk se magar socho
Mujhko qatal kar daalo shauk se magar socho
Is shehar-e-namuraad ki izzat karega kaun
Arre hum bhi chale gaye toh mohabbat karega kaun
Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to ho
Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to ho
Jaale hata diye to hifazat karega kaun
Mujhko qatal kar daalo shauk se magar socho
Mujhko qatal kar daalo shauk se magar socho
Mere baad, mere baad, mere baad tum kispar yeh bijliyan giraoge
Mere baad tum kispar bijliyan giraoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Yoon toh zindagi apni maikade mein guzri hai
Yoon toh zindagi apni maikade mein guzri hai
Ashko mein husn-o-rang samota raha hoon main
Ashko mein husn-o-rang samota raha hoon main
Aanchal kisi ka thaamke rota raha hoon main
Nikhra hai jaake ab kahin chehra shahur ka
Nikhra hai jaake ab kahin chehra shahur ka
Barso isse sharaab se dhota raha hoon main
Yoon toh zindagi apni maikade mein guzri hai
Behki hui bahaar ne peena sikha diya
Badmast barg-o-baar ne peena sikha diya
Peeta hoon is garaz se ke jeena hai chaar din
Peeta hoon is garaz se ke jeena hai chaar din
Marne ke intezaar ne peena sikha diya
Yoon toh zindagi apni maikade mein guzri hai
Yoon toh zindagi apni maikade mein guzri hai
In nasheeli, in nasheeli, in nasheeli aankhon se arre kab humein pilaoge
In nasheeli aankhon se kab humein pilaoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
Kyun ke jab tumse ittefakan
Jab tumse ittefakan meri nazar mili thi
Ab yaad aa raha hai shayad woh Janvary thi
Tum yoon mili dubara phir mahe Farvary mein
Jaise ke humsafar ho tum raahein zindagi mein
Kitna haseen zamana aaya tha March lekar
Raahein wafa pe thi tum vaadon ki torch lekar
Baandha jo ahd-e-ulfat April chal raha tha
Duniya badal rahi thi, mausam badal raha tha
Lekin Mayi jab aayi jalne laga zamana
Har shaks ki zabaan par tha bas yehi fasana
Duniya ke darr se tumne badli thi jab nigaahein
Tha June ka mahina lab pe thi garm aahein
July mein jo tumne ki baat-chit kuch kam
The aasman pe baadal aur meri aankhen purnam
Mahe August mein jab barsaat ho rahi thi
Bas aasuon ki baarish din raat ho rahi thi
Kuch yaad aa raha hai woh maah tha Sitambar
Bheja tha tumne mujhko tark-e-wafa ka letter
Tum gair ho rahi thi Octuber aa gaya tha
Duniya badal chuki thi, mausam badal chuka tha
Jab aa gaya November aaisi bhi raat aayi
Mujhse tumhe chhudane sajkar baraat aayi
Bekaif tha December jazbaat mar chuke the
Mausam tha sard us mein armaan bikhar chuke the
Lekin yeh kya bataun ab haal doosra hai
Lekin yeh kya bataun ab haal doosra hai
Lekin yeh kya bataun ab haal doosra hai
Lekin yeh kya bataun ab haal doosra hai
Arre woh saal doosra tha yeh saal doosra hai
Woh saal doosra tha yeh saal doosra hai
Woh saal doosra tha yeh saal doosra hai
Kya karoge tum aakhir
Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
Thodi der, thodi der, thodi der ro loge aur bhool jaaoge
Thodi der ro loge aur bhool jaaoge
Thodi der ro loge aur bhool jaaoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge
Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.
Hope you enjoyed our Piano Notes. Please share with your friends who wanna learn Piano Online.